💦💦
*BISMILLAHIRRAHMANIRRAHEEM*
*🌹Namaz Ke Baad Ke Amaal🌹*
•─━━━━━══════━━━━━─•
*Post No (19)*
*·•●✿ Uske Gunaah Bakhsh diye jaate hain Chahe samundar ke jhaag ke Barabar kyu na ho*
*Rasoolullah ﷺ Ne farmaya jo Har Namaz ke baad*
*33 baar SubhanALLAH,*
*33 baar Alhamdulillah,*
*33 baar Allahu Akbar*
*kahe to ye 99 kalme honge aur usko Ye kahkar 100 kar le*
*(1 baar)*
*لا اِلهَ اِلَّا اللّهُ وَحْدَهُ لا شَرِيكَ لَهُ ، لَهُ الْمُلْكُ وَ لَهُ الْحَمْدُ وَ هُوَ عَلَى كُلِّشَيْءٍ قَدِيرٌ*
*❁┹ La ilaha illal-lah wahdahu la sharika lahu, lahu-l-mulk wa lahu-l-hamd wa huwa Ala kulli shayin qadir to uske gunaah bakhsh diye jaate hain chahe samundar ke jhaag ke barabar kyu na ho*
*(Sahih Muslim, Jild 2, 1352)*
*Next Part (20) In'Sha ALLAH*
•─━━━━━══════━━━━━─•
→ *ƑOƦWΑƦD TO ALL GROUPS*
━═───────────────═━
💫💫
💦💦
*BISMILLAHIRRAHMANIRRAHEEM*
*🌹Namaz Ke Baad Ke Amaal🌹*
•─━━━━━══════━━━━━─•
*Post No (20)*
*·•●✿ Kaleema E Suam (teesra kalima) ka Makam aur Fazail*
*Yeh Charo Kalime Ki Fazilat Bahot Hi Zyada He Namune Ke Taur par Kuch Fazaile Ham Yaha dekhenge Taaki Hamko AmaL Karne ka Shaukh Ho*
*Hazrat Samura bin Jundub Razi Allahu Taala Anhu Rivayat Karte He ki Rasoolullah ﷺ ne Irshad farmaya :Char Kalime Allah Taala ko Sabse Zyada Mehboob He*
*Subhanallah , Alhamdu lillah, Laa-Ilaah Illallahu , Allahu Akbar,*
*In mese Jisko Jisko Chaho Pehle padho Jisko Chaho Baad me Padho koi Harj Nahi.*
*Muslim : 5901*
*Ek Riwayat Hai ke Charo Kalime Quran Majeed ke baad Sabse Afzal Hain aur Quran e Karim ke Hee Kaleemat hain..*
*(📓Musnade Ahmad; 20/5)*
*Next Part (21) In'Sha ALLAH*
•─━━━━━══════━━━━━─•
→ *ƑOƦWΑƦD TO ALL GROUPS*
━═───────────────═━
💫💫
💦💦
*BISMILLAHIRRAHMANIRRAHEEM*
*🌹Namaz Ke Baad Ke Amaal🌹*
•─━━━━━══════━━━━━─•
*Post No (21)*
*·•●✿ Kaleema E Saum (teesra kalima) ki Fazilat*
*Hazrat Abu Hurairah Razi Allahu Taala Anhu Riwayat Karte Hain ki Rasoolullah ﷺ ne Irshad farmaya :Mujhe*
*Subhanallah , Alhamdu lillah, Laa-Ilaah Illallahu , Allahu Akbar*
kehna Har uss Cheez se Zyada Mehboob Hai Jiss par Suraj Tulu Hota hai, Kyuki inka Ajar O Sawab Baaki Rahega aur Duniya Apne Tamam saajo Samaan Samet Kahtam Ho jayegi..
*(📓Muslim: 6847)*
*Next Part (22) In'Sha ALLAH*
•─━━━━━══════━━━━━─•
→ *ƑOƦWΑƦD TO ALL GROUPS*
━═───────────────═━
💫💫
💦💦
*BISMILLAHIRRAHMANIRRAHEEM*
*🌹Namaz Ke Baad Ke Amaal🌹*
•─━━━━━══════━━━━━─•
*Post No (22)*
*·•●✿ Kaleema E Saum (teesra kalima) ki Fazilat*
*Hazrat Abu Hurairah Razi Allahu Taala Anhu Farmate hain ki Rasoolullah ﷺ Mere pass Se Guzre Mai Pauda laga Raha tha Farmaya: Abu Hurairah Kya Laga Rahe ho? mene Arz Kiya : Apne Liye Pauda laga Raha hu, Irshad Farmaya: Kya Mai Tumhe Isse Behtar paude na Batadu?*
*Subhanallah , Alhamdu lillah, Laa-Ilaah Illallahu , Allahu Akbar*
*kehne lagey In maise Har kalime Ke Badle Mai Tumahre Liye Jannat me ek Darakht Laga Diya Jayega*
*(📓Ibne Mazah: 3807)*
*Next Part (23) In'Sha ALLAH*
•─━━━━━══════━━━━━─•
→ *ƑOƦWΑƦD TO ALL GROUPS*
━═───────────────═━
💫💫
💦💦
*BISMILLAHIRRAHMANIRRAHEEM*
*🌹Namaz Ke Baad Ke Amaal🌹*
•─━━━━━══════━━━━━─•
*Post No (23)*
*·•●✿ Kalima E Saum (teesra kalima) ki Fazilat*
*Hazrat Abu Sayeed Khudri Razi Allahu Taala Anhu Farmate haim ki Rasoolullah ﷺ Ne Irshad Farmaya:*
*Baakiyate Saalihat Ki kasrat kiya karo, kisi Ne Puchha Woh kya Cheeze'n Hain ? Irshad Farmaya: woh Deen Ki Buniyade'n Hain, arz Kiya gaya Woh Buniyade'n Kya hain ?,*
*Irshad Farmaya:*
*`Tahlil (Laa-Ilaah Illallah Kehna)`*
*`(Subhanallah Kehna)`*
*`Tahmid ( Alhamdu lillah) aur Laa Haula wala Quwaata illah billah ka Kehna`*
*📓ReF-*
*Mustdarak Hakim: 512/1*
*Faida : Baakiyae Saalihat se Murad Woh Nek AamaL hain jinka Sawab Hamesha Milta rehta he Rasoolullah ﷺ Ne inn Kalimat ko Millat iss liye Farmaya he ke yeh Kalimat Deen E Islam Mein Buniyadi Hesiyat Rakhte hain..*
*📓ReF-*
*Next Part (24) In'Sha ALLAH*
•─━━━━━══════━━━━━─•
→ *ƑOƦWΑƦD TO ALL GROUPS*
━═───────────────═━
💫💫
💦💦
*BISMILLAHIRRAHMANIRRAHEEM*
*🌹Namaz Ke Baad Ke Amaal🌹*
•─━━━━━══════━━━━━─•
*Post No (24)*
*·•●✿ Kalima E Saum (teesra Kalima) ki Fazilat*
*Hazrat Abu Darda Razi Allahu Taala Anhu Farmate hain ki Rasoolullah ﷺ Ne Irshad Farmaya:*
*`Subhanallah, Alhamdu lillah, Laa-Ilaah Illallah, Allahu Akbar, Laa Hau-la wala Quwwata illah billah kaha karo`*
*Yeh Baakiyate Saalihat Hai Aur Yeh Gunah ko iss Tarah Mita dete hain Jiss Tarah Darakht se *`(Sardi ke mausam me)`Patte jhadhte hain Aur Yeh Kalimaat Jannat ke Khazaano Maise hain..*
*(📓Tabrani, Majmujj zawayid 》104/10`*
*Next Part (25) In'Sha ALLAH*
•─━━━━━══════━━━━━─•
→ *ƑOƦWΑƦD TO ALL GROUPS*
━═───────────────═━
💫💫
💦💦
*BISMILLAHIRRAHMANIRRAHEEM*
*🌹Namaz Ke Baad Ke Amaal🌹*
•─━━━━━══════━━━━━─•
*Post No (25)*
*·•●✿ Rasoolullah ﷺ Namaz ke Baad Yeh dua padha karte*
*Hazrat Abu Ayyub Razi Allahu Taala Anhu Farmate hain ke Maine Jab Bhi Nabi E Karim ﷺ ke Peeche'y Namaz padhi Unhe Namaz se Farig Hokar yeh dua Padhte Suna...*
اللهم اغفر لي ذنوبي وخطاياي، اللهم أنعشني، واجبرني، واهدني لصالح الأعمال والأخلاق، فإنه لا يهدي لصالحها، ولا يصرف سيئها إلا أنت".
*Tarjuma: Yaa Allah ! Meri Tamam Galtiya Aur Gunah Maaf Farmaye, ya Allah Mujhe Bulandi Ata Farmaye, Meri Kami ko Dur Faramaye'n, Aur Mujhe achche Aamaal aur Achche Akhlaq ki Taufeeq Naseeb Farmaye, Iss liye ke achche AmaaL Ki Hidayat apke Alawa koi NaHi de Sakta Aur Bure kaamo aur bure Akhlaq ko apke siwa koi dur kar nahi sakta..*
*(📓 Tabrani, Majmujj zawayid: 145/10)*
*Next Part (26) In'Sha ALLAH*
•─━━━━━══════━━━━━─•
→ *ƑOƦWΑƦD TO ALL GROUPS*
━═───────────────═━
💫💫
💦💦
*BISMILLAHIRRAHMANIRRAHEEM*
*🌹Namaz Ke Baad Ke Amaal🌹*
•─━━━━━══════━━━━━─•
*Post No (26)*
*·•●✿ Jo Fajar ke baad bina baat kiye 10 baar ye azkar padhe to wo us din har burayee se mehfooz rahega*
*Hazrat Abu Zarr Razi Allahu Anhu se riwayat hai ki Rasoolallah ﷺ ne farmaya jo shakhs fajr ki namaz ke baad do zanu hokar baitha rahe* *(jis tarah tashahud mein baithta hai )* *aur phir kisi se baat kiye bagair 10 baar ye padhe*
لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ وَحْدَهُ لاَ شَرِيكَ لَهُ لَهُ الْمُلْكُ وَلَهُ الْحَمْدُ يُحْيِي وَيُمِيتُ وَهُوَ عَلَى كُلِّ شَيْءٍ قَدِيرٌ
*To uske liye 10 nekiya likh di jayengi , 10 gunah maaf kar diye jayenge, 10 darjat buland kiye jayenge, Aur us din har burayee se mehfooz rahega, Aur usko shaitsan ki pahunch se dur kar diya jayega aur usko us din shirk ke alawa koi gunah halaq nahi kar sakega..*
*Jamia Tirmizi,》 Jild 2, 1399-Hasan*
*Next Part (27) In'Sha ALLAH*
•─━━━━━══════━━━━━─•
→ *ƑOƦWΑƦD TO ALL GROUPS*
━═───────────────═━
💫💫
💦💦
*BISMILLAHIRRAHMANIRRAHEEM*
*🌹Namaz Ke Baad Ke Amaal🌹*
•─━━━━━══════━━━━━─•
*Post No (27)*
*·•●✿ Hazrat Abu Hurairah Radi allahu anhu se riwayat hai ki Rasool’Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya ki jis admi ne har namaz ke baad 33 martabah SubhanAllah, 33 martabah Alhamdullillah aur 33 martabah Allahu Akbar kaha to ye 99 kalimaat ho gaye aur 100 ka adad pura karne ke liye*
*لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ وَحْدَهُ لاَ شَرِيكَ لَهُ لَهُ الْمُلْكُ وَلَهُ الْحَمْدُ وَهُوَ عَلَى كُلِّ شَىْءٍ قَدِيرٌ*
*Lailaha illallah Wahdahu la shareeka lahu lahul Mulku wa Lahul Hamdu wa Huwa A’alaa Kulli Shai in Qadeer*
*Tarjumah: (Allah ke siwa koi ibadat ke layaq nahi uska koi shareek nahi, usi ki badshahat hai, usi ke liye tareef hai aur wo har cheez par qadir hai.)*
*kahe liya to uske saare gunah maaf kar diye jayenge chahe wo samandar ke jhaag ke barabar ho.*
*(📓Sahih Muslim : 597)*
*Next Part (28) In'Sha ALLAH*
•─━━━━━══════━━━━━─•
→ *ƑOƦWΑƦD TO ALL GROUPS*
━═───────────────═━
💫💫
💦💦
*BISMILLAHIRRAHMANIRRAHEEM*
*🌹Namaz Ke Baad Ke Amaal🌹*
•─━━━━━══════━━━━━─•
*Post No (28)*
*·•●✿ Shaitan AamaL karne Ke Waqt Behkata he`*
*Hazrat E Sahaba Razi allahu anhu ne farmaya hum kaise iska khayal nahi rakhenge , to Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jab tum namaz mein hote ho to shaitan tumhare pass aata hai aur kahta hai ki falah cheez yaad karo, falah cheez yaad karo, yahan tak ki wo (banda) namaz se farig ho jata hai aur us ko nahi karta , aur isi tarah jab koi sone ke liye bistar par jata hai to shaitan waha bhi aa jata hai aur usko sulata rehta hai yahan tak ki wo so jata hai*
*📓ReF-Jamia Tirmizi,》 Jild 2, 1399-Hasan`*
*To Shaitan Yeh Hamara Khuallam khullah Dushman He Pehle Namaz padhne NaHi Deta Agar Namaz padhe to Dhyan Lagane NaHi deta Aur Kuch Na Kuch Was wase ya kaam Yaad Dilata he Aur Chhote Se Kaam ko Bada Dikhata he AmaL Karne NaHi Halake hota Wahi he Jo ALLAH Chahta he deta To Ham Inn AmaL ko Karne ki Koshish kare Allah AmaL ki Taufeeq De... Kami Kotahi ko maaf kare... Aameen Ya Rabbul Aalmeen*
╥ *Alhamdulillah MukammaL Post*
•─━━━━━══════━━━━━─•
→ *ƑOƦWΑƦD TO ALL GROUPS*
━═───────────────═━
💫💫
No comments:
Post a Comment